Bawra Mann

[Intro]
D G D G
 
[Verse 1]
 
D                    G      D
Baawra Mann Dekhne Chala Ek Sapna
D                    G      D
Baawra Mann Dekhne Chala Ek Sapna
Bm7       F#m7          G            A
Baawre Se Mann Ki Dekho Baawri Hain Baatein
Bm7       F#m7          G            D
Baawri Si Dhadkaane Hain Baawri Hain Saansein
E         C#m          G            D
Baawri Si Karwaton Se, Nindiya kyun Bhaage
Bm7       F#m7          G        A
Baawre Se Nain Chaahe, Baawre Jharokhon Se,
D        Em        A
Baawre Nazaaron Ko Takna.
D                    G      D
Baawra Mann Dekhne Chala Ek Sapna
D                    G      D
Baawra Mann Dekhne Chala Ek Sapna
 
[Verse 2]
 
D        Bm7            G        A
Bawre Se Is Jahan Mein Bawra Ek Saath Ho
D          Bm7            G            A    D
Is Sayaani Bheed Main Bas Haathon Mein Tera Haath Ho
E            C#m       G         D
Baawri Si Dhun Ho Koi, Baawra Ek Raag Ho
    E            C#m       G         D
Oo. Baawri Si Dhun Ho Koi, Baawra Ek Raag Ho
Bm7       F#m7          G        A
Baawre Se Pair Chahein, Baawre Tarano Ke,
D         Em       A
Baawre Se Bol Pe Thirakna.
D                    G      D
Baawra Mann Dekhne Chala Ek Sapna
D                    G      D
Baawra Mann Dekhne Chala Ek Sapna